Advertisement
🐪 Pushkar Mela 2026 ki dates officially confirm ho gayi hain!Rajasthan Tourism ke official calendar ke according, Pushkar Fair 17–24 November 2026 tak Pushkar, Rajasthan mein hoga.
Ye Rajasthan ka famous camel aur livestock fair hai, jahan traditional culture, local experiences aur colourful fair atmosphere dekhne ko milta hai.
Agar November mein Rajasthan trip plan kar rahe ho, toh Pushkar ki dates ab itinerary mein lock kar sakte ho. 🐪
📍 Pushkar, Rajasthan
📅 17–24 November 2026
SAVE THIS UPDATE
SHARE WITH YOUR TRAVEL BUDDY
#pushkarfair #pushkar #rajasthan #rajasthantravel #traventureguru
Advertisement
Event venue
Pushkar Fair / पुष्कर मेला, Pushkar, India
Tickets