Advertisement
Basant panchamiBasant panch as mi ka din aya
Khushiyon ka khajana laya
Is din se khilte hain phool
Hari - bhari bagiya jabhogi
Sabke khil jayenge din
Sarswati ma pooji jati
Charno me kitaben rakh kar
Karen prarthana🙏 band ankhen kar
Khub padhen, bal, buddhi dena
Pehan ke peele vastra dosto
Lehraun angan me apne
Is din sarswati ma janami aur
Magh maas ki shukal paksh ko
Ise manaya jata hai,
Peela pehan ke , peela khake
Mast samay bitaya hai
Nazar ghumae aasman me
Rang- birangi patang udaen
Vaigyanik nazar se bhi ye
Urjawan banati hai
Buddhi bal badhati hai
Kehne ka ashay hai ye ki
Peele rang per suraj ji ki
Rashmiyan jab gehri padti hain
To many buddhi ko badhati
Nai jan bhi tann per ati
Dhanyavaad dosto 🙏
Pawan din Basant panchami ka
Advertisement
Event Venue & Nearby Stays
Miller Ganj, G.T. Road,Ludhiana, Punjab, India
Concerts, fests, parties, meetups - all the happenings, one place.